Missing You

Aapka Aashiyana Dil Me Basa Rakha hai,

Aapki Yado Ko Dil Se Laga Rakha hai,

Pata nhi yaad Aapki hi kyu Aati hai,

Jabki dost to Humne Auro ko Bhi bana Rakha hai.


Zindagi Jeene ke Liye Mili Thi,

Afsos Aey Yaaro,

Mene Us K Intazar Mein Guzar Di..!


Har Roz Koi Khawab Toot Jaata Hai,

Har Roz Koi Apna Rooth Jaata Hai,

Na Jany Meri Qismat Main Kya Hai..

Jise Main Yaad Karu Wohi Mujhe Bhool Jata Hai..!!


Jahan yaad na aaye teri,

Woh tanhaai kis kaam ki.

Bigde rishte na bane,

To khudaai kis kaam ki.

Beshak apni manzil tak jana hai hamein,

Lekin jahaan se apne na dikhein,

Woh oonchaai kis kaam ki!


Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,

Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,

Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,

Unki tanhaai ka ab ehsaas kitna alag sa hai.


Aap se milne ka maan kar raha hai,

Maan ko samjaya to dil keh raha hai,

Dil ko bataya to ankhe ro padi,

Unhe chup kar diya to saanse bol padi.


Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein,

Kyon khamoshiyaan karti bas hain teri baatein,

Kyon itna chahane laga hoon tujhko main,

Ki taare ginte huye kat-ti hain meri raatein,

Tu hi kuchh bata de kya main karoon inka,

Har pal jo mujhe tadpaati hain teri yaadein.


Jahan yaad na aaye teri,

Woh tanhaai kis kaam ki,

Bigde rishte na bane,

To khudaai kis kaam ki,

Beshak apni manzil tak jana hai hamein,

Lekin jahaan se apne na dikhein,


Bohat udaas hai koi shakhs tere jaane se,

Ho sake to laut aa kisi bahaane se,

Tu laakh khafa sahi magar ik baar to dekh,

Koi toot gaya hai tere door jaane se!!!


Dil dhadakne ka sabab yaad aaya,

Woh teri yaad the ab yaad aaya,

Badi mushkil se din guzara tha,

Phir tere wada-e-shab yaad aaya,

Baith kar saya-e-gul main Nasir,

Hum bohat roye woh jab yaad aaya.


Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,

Apki yadon ko seene se lagaya hai,

Pata nahi yaad aapki hi kyon aati hai,

Dost to hamne auron ko bhi banaya hai.


Beautiful lines..

Zaruri to nahi ke insaan pyar ki murat ho,

Zaruri nahi ke insaan achcha aur khubsurat ho,

Par sabse sundar wo insaan hai..

Jo aapke sath ho jab aapko uski zarurat ho.


Aaj unhe fursat nahi humse baat karne ki,

Ye zindagi gujar gayi unki fariyaad kar k,

Wo aaye humari mout pe,to keh dena,

We have 233 guests and no members online