Sandybook Tech Simplified - Please like, share & subscribe.

sandybook



Bahut hai zara si nafrat teri,
Hum ko mitane ke liye ! Ae dost !
Ek najar jo mile tere payar ki,
Maut se bhi daman chhuda lenge hum !


Suna sako to kahaani hu main
Rakh sako to nishaani hu mai
pa sako to jindgani hu mai
rok na payi sari duniya jise
wo ek boond aankhon ka paani hu mai.


 

Jo gam hai mere dil mein,
kaise bayaa karu
dhoop bhi jab sard ho to dil ghabraata hai
Dikhta nahi jo jakhm,
Use kya dawaa karu,
Hamdard ko jab dard ho to dil ghabraata hai


Badal ki tarah jhum k lehra k piyenge saaki tere maikhaane me
Hum ga k piyenge dekhenge k aata hai kidhar se ghum
Ae duniya saaki tujhe hum saamne bithla ke piyenge


Wo Karte Hain Baat Mohabt Ki,
Par Mohabt K Dard Ka Unhein Ehsaas Nhi,
Mohabt Wo Chaand Hai Jo
Dikhta Hai Sb Ko,
Pr Usey Pana Sb K Bus Ki Baat Nhi.
Main us k Haathon me tha!
Tute hue Sheeshe ki trha “Faraz”
Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega!
Bus giraya kuch is Ada se k
Simatne ki Aaas hi na rahi..


Teri dosti ne diya sakun itna,
Ki tere baad koi bhi accha na lage,
Tujhe karni ho bewafai to is ada se karna,
Ki tere baad koi bhi bewafa na lage


Kahin Mile To Usey Ye Kehna.
Faseel-e-Nafrat Gira Rahi Hon.
Gaye Dinon ko Bhula Rhi Hon.
Wo Apne Waadon se Phir Raha Hai.
Main Apne Waade Nibha Rhi Hon.
Kahin Mile To Use Ye Kehna.
Na DilMain koi Malal Rakhe.
Hamesha Apna Khayal Rakhe.
Wo Apne Sare Gum mujhko De De.
Tamam Khushian Sambhal Rakhe

 

 

We have 62 guests and no members online