Tu Wo Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka, Ghalib;
Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya!
~ Mirza Ghalib

Kàhò Tò Phòól Bàn Jàaun,
Tumhári Zindági Ka Ek Osòól Bán Jàaun,
Sunà Hai Ret Pe Chàl Ke Tum Màhek Jate Hó,
Kàho To Ab Ki Baar Zámeen Ki Dhòól Ban Jàáun,
Bàhut Nàáyab Hote Hain Jinhein Tum Apna Kehte Hò,
Ijàazat Dò Ki Main Bhi Is Qádar Anmòl Ban Jàáun.

Woh zindagi hi kya jisme mohabbat nahi,
Woh mohabat hi kya jisme yaadein nahi,
Woh yaadein hi kya jisme tum nahi,
Aur woh tum hi kya jiske saath hum nahi….

Zindagi ko ek rangin kalpana samjho,
Subha ko sach, raat ko sapna samjho,
Bhulana chahate ho sabhi gamo ko to,
Zindagi me mujhe apna samjho.

Muskurahat Tumhi Se Milti Hai,
Dard Ko Rahat Tumhi Se Milti Hai,
Roothna Kabhi Mat Hum Se,
Humein Jeene Ki Chahat Tumhai Se Milti Hai..

Pal Pal se banta hai Ehasas,
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas

Udas nazron main khwab milenge,
Kahin kaante to kahin gulab milenge….
Meri dil ki kitab ko apni nazar se padh kar to dekho,
Kahin aap ki yaad to kahin aap milenge

dhoka na dena k hame tumpe aitbar bohut hai
ye dil teri chaht ka talabgar bohut hai
jo tumhe na dekhein to dikhayi kuch na de
hum kya karen hame tumse pyar bohut hai

Love is possible after friendship
but
friendship is not possible after love
because
medicines work before death
later nothing can be cured….!!!

Hum vi hai dilwale
Ye kehne se nahi darte.
Yaari karte h yaro se, daga nahi karte
Door rahte hai beshak aapse par,
kabhi aapko bhulaya nahi karte

Muze Kisi Se Mohbt Nhi Tere Siwa, 
Muze Kisi Ki Jrurt Nhi Tere Siwa,
Ae JaAn Meri Nazr Ko Thi Talash Jiski,
Kisi K Paas Wo Surat Nhi Tere Siwa.

Teri Nazron Ki Nazakat Pe Hum Naaz Karte Hain;
Ae Sanam Hum Teri Har Adaa Se, Pyaar Karte Hain!

We have 135 guests and no members online