Article Index

Maa Durga he To Hai Daya Ki devi,
Unke Hathon Mein Hai Sara Sansar,
Dilse Karo Unki Vandana,
To Ho Jaye Beda Paar.


Ma Durga ke ashirwad se aapka jiwan sukhmay ho. Is Navratri pe hamari shubkamanaye aapke saath hai.


Maa Durga hamein sarv-shreshtha banne ka saahas, ichha, dhairya pradan karein.
Unki aseem kripa hum par sada bani rahe!
Aapko aur apke parivar ko Navratri ki shubhkamnaye!


Pag-pag mein phool khile,
Khushi aap sabko itni mile,
Kabhi na ho dukhon ka samna,
Yahi hai apko Navratri ki subhkamna.


Lal rang ki chunari se saja Maa ka darbar,
Harshit hua man, pulkit hua sansar,
Nanhe nanhe kadmon se,
Maa aaye aapke dwar,
Mubarak ho apko NAVARATHRI ka tyohar.


Jagat paalan haar hai ram, mukti ka dham hai ram. hamari bakti ke adhar hai , ham sab ki raksha ke ye avatar hai 'Happy Navaraatri'


Kya hai paapi kya hai ghamandi
maa k dar par sabhi shees jhukate
milta hai chain tere dar pe maiya
jholi bharke sabhi hai jaate
HAPPY NAVRATRI.


Navratri English smsNavratri smsLatest Santa banta Hindi JokesHindi Propose Shayri

 

We have 158 guests and no members online