Pyar mein humare sabar k Imtihaan ko dekho
Wo meri baahon mein so gayi rote rote kisi or k liye.

Apni wafa ka itna dawa na kar e dost..
maine rooh ko jism se bewafai karte dekha hai...

Wohi Kaarwaan, Wohi Raaste, Wohi Zindaagi;
Magar Apne Makaam Par, Kabhi Tum Nahin Aur Kabhi Hum Nahin!

Mujhe kis taraf jana hai koi khabar nahi,
.
Ae dosto,
.
Mere raste bhi kho gaye, meri mahobat ki tarah.

Uni nigaho me gunhegar hai hum kasme wade todne ke kasur war hai hum
ye hamari aakho ki nami hi janti hai k kis tarah ..

kitni buri lagti hai zindagi jab
hum tanha mehsus karte hain
marne k baad milti hai chaar kandhe
aur jeete jee hum ek ke liye taraste hain

Jiske liye Moti hai hamare ek-ek aasu, badnaseebi meri wahe rulate hai hume sabse jada.

Ek JANAZA EK DOLI TAKRA GAYE
USKO DEKHNE WALE BHI GHABRA GAYE KISI NE PUCHA YE KAISI BIDAI HAI
TAB UPAR SE AWAZ AI MAHEBUB KI DOLI DEKHNE YAAR KI Mayyat AAI HAI

Wo bhul gaye ke unhe hasaya kisne tha,
jab wo ruthe the to manaya kisne tha,
wo-kehte hai wo bahut ache hai shayad
wo bhul gaye ke unhe ye btaya kisne tha.

Wo ro ro ker kehte rahe mujhe nafrat h tumse..
.
' magar ek sawal aaj b pareshan kiye huye h...
Ki agar nafrat hi thi to wo itna roye kyo...

Dard K Rah Pe FARYAD Likha Karte He,
Har Rat TANHAI Ko Abad Kiya Krte He,
Mere KHUDA Use Khus Rakna
Jise Hum AAPSE Zayada Yaad Kiya Karte hai.

We have 144 guests and no members online