Chirag Së Na Puchho Bààki Tel Kitna Hai;
Sanso Së Na Pucho Bààki Khel Kitna Hai;
Pucho Us Kafan Mein Lipte Hue Insaan Se;
Zindgi Mein Gum Aur Kafan Mein Sukoon Kitna Hai!

Bichàr Ke Tùm Se Zindagi Sàza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mùjh Se Khàfa Lagti Hai,
Tàrap Uthta Hoon Dard Ke Mààre Zakhmon Ko,
Jàb Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai,
Agàr Ummeed-E-Wafa Karu To Kis Se Karu,
Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wàfa Lagti Hai !!!

Jis phóól ki parvarish hum ne apni mohabbat se ki, Jab wó khushbu ke qabil hua to auró k liye mehkne laga.

Use kehna apni kismat pe naaz karna acha nahi hota, Hum ne barish me bhi jalte huye ghar dekha hain.

Nikle hum duniya ki bhid mein to pata chala, Har wó shakhs tanha hai jisne pyar kiya.

Mujhe Udas dekh kar usne kaha Mere hote huye tumhe koi Dukh nahi de sakta,
phir kuch aisa hi hua Baad mein jitne bhi Dukh mile sab Ussi ke hue

Gum Hi Gum Hain Meri Zindagi Me.
Pyaar Mere Paas Nahi.
DiL Bhi Usko Diya
Jiske MiLne Ki Aas Nahi

We have 1038 guests and no members online